20 Most Popular Classical Shair of Mirza Ghalib (in URDU)


20 Most Popular Classical Shair of Mirza Ghalib (in URDU) 



         Emotional beautiful Classical Sher of Mirza Ghalib


     Even if you're not into poetry, you would have still Read of MIRZA GHALIB. His shayaris don't just teach you about deeply complex 'feelingful, emotions," but also give you life lessons.

MIRZA GHALIB words on love, loss and life continue to enlighten humans ,"cool and calm their soul. We found 20 timeless shayaris written by MIRZA GHALIB which will make you appreciate and motivate poetry all
Hum ko Malum hai jannat ki haqhiqhat laikin
Dil ko khush rakhnay ko yeh khayal acha hai

     MIRZA GHALIb kay chand ashaar

 ¤¤¤¤¤¤

Apni gali mey mujhko na kar dafan baad-e-qatal
mere patey sey khalq ko kyun tera ghar miley

*******

Aaina dekh apna sa munh ley key rah gaye
saaheb ko dil na deney pey kitna ghurur tha

*******


Aaya hai bey-kasi-e-ishq  pey rona ‘Ghalib’
kis key ghar jaayega sailaab-e-balaa merey baad

*******

Best shayari of Mirza Ghalib

Aata hai daagh-e-hasrat-e-dil ka shumaar yaad
mujh sey mery gunah ka hisaab aye khuda na maang

******
famous sher of Ghalib

Ishq ney  ‘Ghalib’ nikamma kar diya
Warna  hum bhi aadmi they  kaam key

*******

Ghalib-best-shayari-

Ishq par zor nahi hai ye woh aatash ‘Ghalib’
ki lagaaye na lagey aur bujhaaye na baney

*******
Best Shayari by Ghalib

Is saadgi pey kaun na mar jaaye aye khuda
ladtey hain aur haath mein talwaar bhi nahi

¤¤¤¤¤¤¤¤

Koyi Merey Dil Sey Puchey Terey Tir-e-nim-kash Ko,
Yeh  Khalish Kahan Sey Hoti Jo Jigar Ke Paar Hota.

¤¤¤¤¤¤

Aah Ko Chahiye ek Umar Asar Honey Tak,
Kaun Jeeta Hai Teri Zulaf  Key Sar Honey Tak.

¤¤¤¤¤¤

Na Tha Kuch To Khuda Tha - Kuch Na Hota Khuda Hota,
Duboya Mujh Ko Honey Ney, Na Hota Main to Kiya Hota.

¤¤¤¤¤¤

Dard Minat-kash-e-dava Na Huwa,
Main Na Acha Huwa Bura Na HuwA

¤¤¤¤¤¤

Un Key Dekhney Sey Jo Aa Jati Hai  chehrey  Par Ronaqh,
Wo Samajhtey  Hain Kay Bimar Ka Haal Acha Hai.

¤¤¤¤¤¤

Hain Aur Bhi Duniya Main Sukhan-war Bohot Achey
Kehtey Hain Kay Ghalib Ka Hai Andaz-e-bayan Aur.

¤¤¤¤¤¤

Mohabbat Main Nahin Hai Farqh   Jeeney  aur Marney  Ka,
Usi Ko Dekh Kar Jeetey Hain Jis Kafir Pey Dum Nikle.

¤¤¤¤¤¤¤

Ye Na Thi Hamari Qismat Ki Visal-e-yar Hota,
Agar Aur Jeete Rehte Yahi Intizar Hota.

¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Is saadgi pay kaun na mar jaaye aye khuda
Ladtay hain aur haat may talwar bhi nahi

¤¤¤¤¤¤¤

Umar bhar ghalib yahi bhul karta raha
Dhul   chehray par thi aur aayina saaf karta raha

¤¤¤¤¤¤¤

Hazaaro  khwahishay Aisi kay Har khwahish par dum niklay
Bahut niklay meray armaan lakin phir bhi kum niklay

¤¤¤¤¤¤¤

Ishq par zor nahi hai yeh woh aatish GHALIB
Kay lagaye na lagay aur bujhaye na banay

¤¤¤¤¤¤¤

Ishq nay GHALIB ko nikkama kar thiya
Warna hum bhi aadmi they kaam kay

¤¤¤¤¤¤¤

      🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🙋🌹









Post a Comment

0 Comments